Classification: Makki Rukus: 1 Ayahs: 5 Related Surah: 95. Surah Teen, 96. Surah Alaq and 98. Surah Bayyanah
- Quran Shab-e-Qadar m nazil kiya gaya.
- Ek matlb to yeh k yeh Loh-e-Mahfooz m Shab-e-Qadar ko nazil howa. phr ahista ahista 23 sal m Aap ﷺ tk Jibraeel Amin RA nichy laaty rahy.
- Dusra matlb yeh k pehli wahi gaar-e-Hira m Shab-e-Qadar thi.
- Shab-e-Qadar Ramzan k aakhri ashre me taak raton yani 21, 23, 25, 27, 29 me se kisi ek me hoti.
- Woh raat hazaar mahino se behtr hai.
- Yani is m ibadat karne ka sawab hazaar mahino jitna h. Shab-e-Qadar ko Allah k huqam se farishty poore saal k kaamo ki taqmeel k liye aaty. Yani unko poore sal ki script mil jaati.
- Yeh raat salaamati wali raat hai fajar tulu hony tak.